मेरे सामने वाली खिड़की में Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics In Hindi Sung by Kishore Kumar. Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics In English is written by Rajendra Krishan.
Song Details
Song Name | Mere Samne Wali Khidki Mein |
Singer | Kishore Kumar |
Lyrics | Rajendra Krishan |
Composer | R.D Burman |
Movie | Padosan (1968) |
Music Label | Rajshri |
START
Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics In Hindi
अरे हे..
ला ला ला..
हम्म हे हे
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा-उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमां जलाना भूल गए
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना-जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गए
बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गए
पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन रात ये दुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा-उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics In English
Re hai..
la la la..
hmm he he
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
jis roz se dekha hai usko
hum shamaa jalaana bhool gaye
dil thaam ke aise baithe hain
kahin aana jaana bhool gaye
ab aath pahar in aankhon mein
wo chanchal mukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
par uski ek jhalak ko hum
www.hinditracks.in
ai husn ke maalik taras gaye
kab pyaas bujhegi aankhon ki
din raat ye dukhda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke wo humse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere samne waali khidki mein
ek chand ka tukda rehta hai
END