Jis Roz Se Dekha Hai Usko Hum Shama Jalana Bhool Gaye Lyrics – Kishore Kumar

Jis Roz Se Dekha Hai Usko Hum Shama Jalana Bhool Gaye Lyrics Sung by Kishore Kumar. Jis Roz Se Dekha Hai Usko Hum Shama Jalana Bhool Gaye Lyrics is written by Rajendra Krishan. Jis Roz Se Dekha Hai Usko Hum Shama Jalana Bhool Gaye Lyrics music composed by R.D Burman.

Song Details

Song Title Mere Samne Wali Khidki Mein
Singer Kishore Kumar
Songwriter Rajendra Krishan
Composer R.D Burman
Music Label Saregama

START

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics In Hindi

अरे हे..
ला ला ला..

हम्म हे हे
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा-उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है

जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमां जलाना भूल गए
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना-जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है

बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गए
बरसात भी आकर चली गई
बादल भी गरज कर बरस गए
पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन रात ये दुखड़ा रहता है

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा-उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चांद का टुकड़ा रहता है

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics In English

Are Hey..
La La La…

Hmmm He He
Mere Saamne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
Kuchh Ukhda-Ukhda Rehta Hai

Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Jis Roz Se Dekha Hai Usko
Hum Shamaa Jalaana Bhool Gaye
Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain
Kahin Aana Jaana Bhool Gaye
Ab Aath Pahar In Aankhon Mein
Woh Chanchal Mukhda Rehta Hai

Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye

Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye
Par Uski Ek Jhalak Ko Hum
Ae Husn Ke Maalik Taras Gaye
Kab Pyaas Bujhegi Aankhon Ki
Din Raat Ye Dukhda Rehta Hai

Mere Samne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Ye Hai Ke Woh Hamse
Kuchh Ukhda-Ukhda Rehta Hai

Mere Saamne Wali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

END

VIDEO

Leave a Comment