Door Tujhse Mai Reh Ke Bata Kya Karu Lyrics is Sung by Lata Mangeshkar. Door Tujhse Mai Reh Ke Bata Kya Karu Lyrics is written by Rajendra Kishan.
Song Details
Song Name | Mera Dil Ye Pukare Aaja |
Singer | Lata Mangeshkar |
Movie | Nagin (1954) |
Songwriter | Rajendra Kishan |
Label | Ultra Classical |
START
Door Tujhse Mai Reh Ke Bata Kya Karu Lyrics
Aaja aaja
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Tu nahi to ye rut
Ye hawa kya karun kya karun
Tu nahi to ye rut
Ye hawa kya karun
Door tujhse main reh ke
Bata kya karun kya karun
Soona soona hai jahan
Ab jaaun mai kahan
Bas itna mujhe samjha ja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Aandhiyan woh chali
Aashiyan lut gaya lut gaya
Aandhiyan woh chali
Aashiyan lut gaya
Pyar ka muskurata
Jahan lut gaya lut gaya
Ek chhoti si jhalak
Mere mitne talak
Oh chand oh chand
Mere dikhla ja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Munh chhupa ke meri
Zindagi ro rahi ro rahi
Munh chhupa ke meri
Zindagi ro rahi
Din dhala bhi nahi
Shaam kyun ho rahi ho rahi
Teri duniya se hum
Leke chale tera gham
Dum bhar ke liye to aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
Mere gham ke sahare aaja
Bheega bheega hai sama
Aise mein hai tu kahan
Mera dil ye pukare aaja
END
Tere Liye Hum Hai Jiye Lyrics – Lata Mangeshkar
Kaanta Laga lyrics In Hindi – Lata Mangeshkar