Kya Karu Main Dil Na Bhule Tu Lyrics is Sung by Vishal Mishra. Kya Karu Main Dil Na Bhule To Lyrics is written by Kaushal Kishore.
Song Details
Song Name | Aaj Bhi 2 |
Singer | Vishal Mishra. |
Album | Aaj Bhi 2 |
Songwriter | Kaushal Kishore |
Label | VYRLOriginals |
Kya Karu Main Dil Na Bhule Tu Lyrics
Pata Hai Meri Ab Zarurat Toh Nahi Hai
Mujhe Bhi Iss Ki Ab Shikayat Toh Nahi Hai
Maine Bhi Tujhko Kab Ka Bhula Diya
Khush Hun Main Tum Bin Sab Ko Bata Diya
Keh To Diya Lekin
Kya Kahun Main Dil Jo Puche Toh
Kya Karun Main Tujh Ko Dhunde Jo
Aaj Bhi Aaj Bhi Aaj Bhi
Aankhon Mein Aa Jaati Hai Yaade
Dafnane Ke Baad Bhi Toot Ke Roya
Tha Main Us Din Baat Hai Ye Uss Raat Ki
Aankhon Mein Aa Jaati Hain Yaade
Dafnane Ke Baad Bhi Toot Ke Roya
Tha Main Uss Din Baat Hai Ye Uss Raat Ki
Tumko Bhulana Namumkin Tha
Marna Tha Mumkin Jee Bhi Liya Aur
Bhool Gaye Sab Bhool Gaye Lekin
Kya Karu Main Dil Na Bhule To
Kya Kahun Mai Tujh Ko Dhoonde Jo
Aaj Bhi Aaj Bhi Aaj Bhi
Hai Phir Kyu Aankhon Mein Nami
Kyu Main Rota Hu
Aaj Bhi Aaj Bhi Aaj Bhi.
You May Also Like :
- Lunch Lyrics – Billie Eilish
- Not LIke Us Lyrics – Kendrick Lamar
- Tell Ur Girlfriend Lyrics – Lay Bankz
- Million Dollar Baby Lyrics – Tommy Richman
- Like That Lyrics – Laila!