Tu Mujhe Pareshan Si lage Lyrics

Tu Mujhe Pareshan Si lage Lyrics is Sung by Talha Anjum. Tu Mujhe Pareshan Si lage Lyrics is written by Umair.

Song Details

Song NameSmile
SingerTalha Anjum & Umair
Albumghosts, and goodbyes
SongwriterUmair
LabelUmair

Tu Mujhe Pareshan Si lage Lyrics

Toh Chal Ab Muskura De
Aise Ro Kar Dil Halka Ho Ya Na Ho Ab Kya Pata Hai
Zindagi Ko Gale Se Laga Le
Yeh Pal Beet Kar Nahi Ayenge Wapis Hume Yeh Pata Hai
Mushkil Hai Beshaq Zindagi Par Thora Sa Muskura Le

Tu Mujhe Pareshan Si Lage
Apne Hi Ghar Mein Mehmaan Si Lage
Padhu Tujhe Tu Imtehan Si Lage
Kabhi Tu Itni Khush Ke Itmenan Bhi Rahe

Tu Khwab Dekhti Hai Ab Kyun Tol-tol Kar?
I Know Woh Tera Boy Hai But He Fucks Around With Others
Or Tu Thak Gayi Hai Use Yeh Sab Bol-bol Kar
Tu Paani Peeti Sharabon Mein Ghol-ghol Kar
Dekh Barish Tu Khuda Ki Qudrat Boond-boond Par
Zamana Dekha Hi Khushiyan Dhund-dhund Kar
Tujhse Baat Karun Janeman Mein Kis Amoor Par
Tu Khudhi Ek Mazmoon Ek Fasana Ek Ghazal
Kitaabi Zameeni Mein Rakhun Choom-choom Kar
Tu Khwab Mein Tu Nazar Mein Nahi Door-door Tak
Jinko Tu Mayassar Unko Nahi Teri Qadar
Jinko Tu Nahi Mayassar Woh Sirf Tere Muntazir

Par Dil Ko Tum Krna Chota Zara Bhi Nahi
Yeh Meri Ilteja Hai Mashwara He Nahi
Tujhy Lagta Hai Tujhe Sab Pata Hai Meri Jaan
Tu Kitni Khoobsurat Tujhe Yeh Pata Hi Nahi
Tu Jo Chahe Woh Karle Tujhe Rab Ne Di Woh Majaal
Tu Sir Utha Ke Kar Saamna Kar Uthy Jab Sawal
Tujhmy Hai Sab Jawab Karde Sabko Lajawab
Tu Rab Ki Ek Takhleeq Tu Rab Ka Ek Kamaal Tu

Toh Chal Ab Muskura De
Aise Ro Kar Dil Halka Ho Ya Na Ho Ab Kya Pata Hai
Zindagi Ko Gale Se Laga Le
Yeh Pal Beet Kar Nahi Ayenge Wapis Hume Yeh Pata Hai
Mushkil Hai Beshaq Zindagi Par Thora Sa Muskura Le

Sach Batao Kya Tum Hame Pehchante Ho?
Duaon Mein Khuda Se Tum Kya Maangte Ho?
Kabhi Dafna Ke Aye Ho Kisi Apne Ko?
Kya Mitti Daal Kar Tum Bhi Hath Jhaadte Ho?
Mein Kabhi Nahi Akela But I’m Always Lonely
Mein Chala Hun Talaash Mein Yaha Sau-sau Meel
I Do This Rap Shit For My Dead Homies
Yaad Reh Gayi Hain Baate What They Told Me

Toh Meri Tarah Tu Bhi Kamar Bandh
Zindagi Ki Mushkile Khud Karni Hai Asaan
Or Jo Abhi Hua Nahi Uski Fiqr Kya Kare?
Yeh Adate Ajeeb Hai
Mein Aise He Toh Nahi Kehta Na “Insaan Bhi Kya Cheez Hai?”
Falak Hai Zameen Hai Beech Mein Umeed Hai, Khuda Ki Madad Qareeb Hai
So You Just Have To Be Strong And Baby We Will See Through This

Toh Chal Ab Muskura De
Aise Ro Kar Dil Halka Ho Ya Na Ho Ab Kya Pata Hai
Zindagi Ko Gale Se Laga Le
Yeh Pal Beet Kar Nahi Ayenge Wapis Hume Yeh Pata Hai
Mushkil Hai Beshaq Zindagi Par Thora Sa Muskura Le

You May Also Like :

VIDEO